Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohit Chauhan
HomeMohit Chauhan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jhatak kar zulf jab tum tauliye se baarishe aazaad karti ho achchha lagta hai hila kar hoth jab bhi haule haule guftagu ko saaz karti ho achchha lagta hai hoo khushboo se behlao na seedhe point pe aao na aankh mein aankh daal ke keh do khwabon mein tehlao na zara short mein batlao naa seedhe point pe aao naa seedhe point pe aao naa alag ehsaas hota hai tumhare paas hone ka sarakti sarsarahat ki nadi mein reshmi lamhe bhigone ka ho ho ho zara sa mod kar gardan jab apni hi ada pe naaz karti ho achchha lagta hai hoo lafzon se behlao na jhuthi muthi behkao na haathon ko haathon mein le ke woh teen shabd tapkao na zara short mein batlao na seedhe point pe aao na haan seedhe point pe aao na woh tere dhyaan ki khushboo main sar tak odh leta hoon bhatakti saans ko teri gali mein gungunane chhod deta hoon oh ho ho tum apni khidkiyon ko khol kar jab bhi naye aagaaz karti ho achchha lagta hai ho gali gali gali gali gali gali bhatkao na ghadi ghadi uljhao na senti ho main jaan
ooyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein gupchup gupchup gupchup hoyi khusfus khusfus khus ooyee khwabon ki nadi mein khaye gote gud gud gud gud gud gud oye bud bud bud bud bud ooyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein gupchup gupchup gupchup hoyi khusfus khusfus khus ooyee khwabon ki nadi mein khaye gote gud gud gud gud gud gud oyee bud bud bud bud bud ala ala matwala barfi paaon pada mota chhala barfi raaton ka hai ye ujaala barfi ghum sum ghum sum hi machaye yeh to utpath khur khur khur khur khurafati kare nonstop khur khur khur khur khur bud bud bud bud bud gud gud gud gud gud maula iss se bachayi le khur khur khur khur khur bud bud bud bud bud gud gud gud gud gud maula iss se bachayi le heyeee ankhon hi ankhon mein kare baatein ooye oyeee khwabon ki nadi mein khaye gote hoye kabhi na rukta re kabhi na thamta re ghum jo dikha use khushiyon ki thokar maare palko ki har muniya naino ki gaare saare dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyaare bhola na samjho
hai jo lahoo mera behta chalaa dekho junoon mera kehta chalaa khaabon ka tha makaam jo dehta chala bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha ho ho ho khaabon ka tera kissa hoon tera hi to main hissa hoon mujhko na kar yun juda meri jagaah teri nigaahon mein ho na ho main chala un raahon mein jo ladkhada gaya kahin to aaoge tum hi to thamoge tum hi to phir berukhi kyun hai mujhse kyun aise bhala ho mujhse khafa bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha ho ho ho khaabon ka tera kissa hoon tera hi to main hissa hoon mujhko na kar yun judaa
aaye meri subah hanste hansaate boli aa ke tere liye sandesa hai haan hai jaagi aankhon ko bhi sapna milega khoyi khushi aane ka bhi andesha hai haan hai haan haan gulaabi si subah haan haan sharaabi si hawaa bheegi si haaan bhaagi si haan mere baajuon mein samaaye jogi si haan jaagi si haan koi prem dhun wo sunaaye bheegi si haan bhaagi si haan mere baajuon mein samaaye jogi si haan jaagi si haan koi raam dhun wo sunaayeeee raahe waahen bole baatein rumaani aao baitho suno baaten kahaani haan haan hai taazi taazi lage humko rozana teri meri baaten yun to puraani hai haan hai haan haan khayalon se paleee haan haan ye zindagi chaleee bheegi si haaan bhaagi si haan mere baajuon mein samaaye jogi si haan jaagi si haan koi prem dhun wo sunaaye bheegi si haan bhaagi si haan mere baajuon mein samaaye jogi si haan jaagi si haan koi raam dhun wo sunaayeeee meri aankhon ki siyaahi piya deti hain gawaahi main pyaasi thi nirasi tu paani ki suraahi meri aankhon ki siyaahi piya
der se aayen der se jaayen chhayen ban ke saroor laakh manaao baaz naa aayen ishq hai yaara fitoor der se aayen der se jaayen chhayen ban ke saroor chandani raaten paas bulaayen yaad karen koi door tujhko kiss ka dil kisi dil se mil jaayen kya pata kaise hoga wo dil mein jo ghul jaaye wahi aarzoo kiss ka dil kisi dil se mil jaaye kya pata kaise hoga wo dil mein jo ghul jaaye ban ke aarzooooooooo tu ye jaane yaa naa jaane humko pata hai huzoor tu ye jaane yaa naa jaane humko pata hai huzoor hoga nazaara chaand kinaare raat kahe zaroor mar jaa aaaaaaaa mar jaana meri jaan kuchh mein samaay kuchh ko churaaye kiss ka hai yeh kusoor der se aayen der se jaayen chhayen ban ke saroor der se aayen der se jaayen chhayen ban ke saroor laakh manaao baaz naa aayen ishq hai yaara fitoor hmmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa marr jaaaaaaaaa mar jana meri jaan
khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera mujhpe kabse likha hua tera hi naam hai mujh mein jo hai mera sabhi tera hi naam hai chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera nana nananaa nananana nanananaa aaaaa aaaaaa o humse jaane kyun bewajah jalte hain faasley milna tere gale par mil rahe ye gale aaja mita ye jo hai faasla tera mera aaja mita ye jo hai faasla tera mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera
guncha koi mere naam kar diya guncha koi mere naam kar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya guncha koi hmmm tum jaisa koi nahin iss jahaan mein tum jaisa koi nahin iss jahaan mein subah ko teri zulf ne shaam kar diya subah ko teri zulf ne shaam kar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya guncha koi mehfil mein baar baar idhar dekha kiye mehfil mein baar baar idhar dekha kiye aankhon ke zazeeron ko mere naam kar diya aankhon ke zazeeron ko mere naam kar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya guncha koi hosh bekhabar se huye unke bagair hosh bekhabar se huye unke bagair wo jo hum se keh na sake dil ne keh diya wo jo hum se keh na sake dil ne keh diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya guncha koi mere naam kar diya saaki ne phir se mera jaam bhar diya guncha koi mere naam kar diya hmmm hmm hmm hmm hooo oooo oooo ooooo hmmm aaaa aaaa aaaa hooo oooo oooo ooooo hmmm aaaa aaaa aaaa hooo
don''t stop yourself come on and reach out now this is your chance come on and reach out don''t stop yourself come on and reach out now this is your chance come on and reach out bin chhede hi baje jhan jhana jhan dil mein sau guitaar ude ude hosh khoya khoya dil aur dikhte ek ke chaar aa pee ke coffee nasha chadhe aur popcorn maare kick aur stupid si inn baaton mein baba dil dhundhe logic isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein tara pap pa ra ri re uuuuooooo hooooo hooooo hoooo hoo hoo uuuuu hoooo hooo hoooo hooo uuuuooooo hooooo hooooo hoooo hoo hoo uuuuu hoooo hooo hoooo hooo internet pe ho tik talk tik talk har roz subah shaam facebook twitter orkut shorkut lage zaruri kaam chalte phirte aa jaaye ik roz kisi ka mail aur seedhi simple si life ye ban jaaye fairy tale isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein isi umar mein crazy sapnon se hon aankhen full on up to
zara sa zara sa woh oh ho oh lage tu khafa sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh gilaah bewajaah sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh zara sa zara sa woh oh ho oh mujhe hai gumaan sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh abhi hai nasha sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh ab ik dhuaan sa dikhta hai jo bhi likhun main mitata hai do pal mein hi woh baatein woh raatein woh yaadein kisi ki chhootati hi jaa rahi hai tootati hi jaa rahi hai woh har kadi inn saason ko aahon ko mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khooli si chot le kar badi si tees le kar aahistaa aahistaa sawaalon ki ungali jawaabon ki muththi sang le kar khoon chala kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala
hm mm hmmmm haayeee aee ooo hmmm aaaa haaa haaaa aaaaaa haaye aeaeae hmmm hmmm maye ni meriye shimle di raahe chamba kitnik door maye ni meriye shimle di raahe chamba kitnik door o shimle ni vassna kasauli ni vassna shimle ni vassna kasauli ni vassna chambe jaana zaroor haaye chambe jaana zaroor maye ni meriye shimle di raahe chamba kitnik door o laaiyaan mohabbataan door daraaje haayee hmmm o laaiyaan mohabbataan door daraaje aakhiyaan to hoya kasoor o aakhiyaan to hoya kasoor haaye maye ni meriye shimle di raahe chamba kitnik door hmmmmm aaaaa hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm o main taan mahi de watna nu jaassaan haayee aeee eeeeee o main taan mahi de watna nu jaassaan ho meri aakhiyaan da noor haye ho meri aakhiyaan da noor maye ni meriye shimle di raahe chamba kitnik door haye chamba kitnik door o shimle ni vassna kasauli ni vassna shimle ni vassna kasauli ni vassna chambe jaana zaroor haaye chambe jaana zaroor haaye chambe jaana zaroor haaye chambe jaana zaroor hmmmm
main hoon shab tu hai subah ishq mein tu hai jahaan main hoon lab tu hai duaa main zameen tu aasmaan tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla na rahaa kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai ho kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai kadmon mein bichh gaya hai aasmaan bhi tu rubaru hai kuchh bhi na kami hai tum mile mil gaye tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke ho khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke hasrat rahi naa abb toh koi baaqi poore huye hain armaan do dilon ke tum mile mill gaye tum mile mill gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa
nazar mein tu hi tu hai mazar mein tu hi tu hai nazar mein tu hi tu ra tu hitu ra tu hi tu hai tu meri timbuktu hai oye boy oye boy oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li mere ird gird na ghuma kar mera haath vaath na chooma kar tere scent vent ki khushboo mein main khoyi khoyi si rehti hoon mujhe sab log chhedte rehte hain main soyi soyi si rehti hoon oye my baby oye my baby baby tera chakkar chala jalebi tere curve bahut hain mod bahut har mod pe daud ke dekhta hoon main dor tu patang udti ja kahin atak vatak na jaana tu main dheel toh deta rehta hoon kahin bhatak vatak naa jaana tu oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li o my baby baby tera chakkar chala jalebi aadhi raat bulata hai full moon pe aja oo are warna ghanti sun ke telephone pe aa ja oo hmm hum prem karte hain tumhe hum yaad karte hain haan ji fariyaad karte hain oooo o my dolly o my dolly dolly meri vitamin ki goli o my dolly
tu hai ab jo baahon mein qaraar hai rab ka shukrana saanson mein hai nasha khumaar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujh mein simtu aa main bikhru teri baahon mein tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujh mein simtu aa main bikhru teri baahon mein fanaa ho jaaun main tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana khabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main ho teri baahon mein jazbon ka ab to naya bayaan hai rab ka shukrana naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana
ye dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan in raahon ki dooriyaan nigahon ki dooriyaan humraahon ki dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi yahan pe aa raha paas ya door main jaa raha janun na main hoon kahan pe ye dooriyaan in raahon ki dooriyaan nigahon ki dooriyaan humraahon ki dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan kabhi hua ye bhi khali raahon pe bhi tu tha mere saath kabhi tujhe milke lauta mera dil ye khali khali haath ye bhi hua kabhi jaise hua abhi tujhko sabhi mein paa liya tera mujhe kar jaati hain dooriyaan satati hain dooriyaan tarsaati hain dooriyaan fana hon sabhi dooriyaan kaha bhi na maine nahi jeena maine tu jo na mila tujhe bhoole se bhi bola na main ye bhi chaahun faasla bus faasla rahe ban ke kasak jo kahe ho aur chahat ye jawaan teri meri mitt jaani hain dooriyaan begaani hai dooriyaan hatt jaani hai dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Achha Lagta Hai Aarakshan (2011) 03:59 17051
 
Poster of Aarakshan (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 03:59   Song Number : 17051   

Ala Barfi Barfi! (2012) 05:20 17072
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 17072   

Bezubaan ABCD (Any Body Can Dance) (2013) 04:32 32231
 
Poster of ABCD (Any Body Can Dance) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Prabhu Deva, Ganesh Acharya, Salman, Various
Duration : 04:32   Song Number : 32231   

Bheegi Si Bhaagi Si Raajneeti (2010) 04:36 17032
 
Poster of Raajneeti (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Katrina Kaif, Ranveer Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 17032   

Fitoor Mohit Chauhan 04:35 18575
 
Poster of Mohit Chauhan
 
Category
Indipop
Lyricist
Mohit Chauhan
Music Director- 
Mohit Chauhan, Rocky
Singer- 
Mohit Chauhan
Duration : 04:35   Song Number : 18575   

Ghar Jab Harry Met Sejal (2017) 03:33 40687
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 03:33   Song Number : 40687   

Guncha Main Meri Patni Aur Woh (2005) 05:32 18478
 
Poster of Main Meri Patni Aur Woh (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Rocky Khanna
Music Director- 
Sanjay Jaipurwale
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
K K Menon, Rajpal Yadav
Duration : 05:32   Song Number : 18478   

Isi Umar Mein Isi Life Mein (2010) 04:47 17047
 
Poster of Isi Life Mein (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Manoj Muntashir
Music Director- 
Meet Bros Anjjan
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Akshay Oberoi, Sandeepa Dhar
Duration : 04:47   Song Number : 17047   

Jannatein Kahan Jannat 2 (2012) 03:47 17062
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kk, Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 03:47   Song Number : 17062   

Khoon Chala Rang De Basanti (2006) 03:10 16887
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Sharman Joshi
Duration : 03:10   Song Number : 16887   

Mai Ni Meriye Mohit Chauhan 05:41 40155
 
Poster of Mohit Chauhan
 
Category
Himachali (Pahari)
Lyricist
Mohit Chauhan
Music Director- 
Mohit Chauhan
Singer- 
Mohit Chauhan
Duration : 05:41   Song Number : 40155   

Main Hoon Shab Tezz (2012) 04:57 32549
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Mohit Chauhan
Duration : 04:57   Song Number : 32549   

Oye Boy Charlie Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:56 32220
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:56   Song Number : 32220   

Rab Ka Shukrana Jannat 2 (2012) 04:57 17064
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Esha Gupta
Duration : 04:57   Song Number : 17064   

Ye Dooriyaan Love Aaj Kal (2009) 05:37 37215
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 05:37   Song Number : 37215   
Karaoke Songs of mohit chauhan, Sad Songs of mohit chauhan, Love Songs of mohit chauhan, Dance Songs of mohit chauhan, Hip-hop songs of mohit chauhan, Best songs of mohit chauhan, Super hit songs of mohit chauhan, hit songs of mohit chauhan, duet songs of mohit chauhan, solo songs of mohit chauhan, old songs of mohit chauhan, famous songs of mohit chauhan, Hindi Karaoke Songs of mohit chauhan, Hindi Sad Songs of mohit chauhan, Hindi Love Songs of mohit chauhan, Hindi Dance Songs of mohit chauhan, Hindi Hip-hop songs of mohit chauhan, best Hindi songs of mohit chauhan, super hit Hindi songs of mohit chauhan, hit Hindi songs of mohit chauhan, duet Hindi songs of mohit chauhan, solo Hindi songs of mohit chauhan, old Hindi songs of mohit chauhan, famous Hindi songs of mohit chauhan, Sing Along Songs of mohit chauhan, Sing Along Sad Songs of mohit chauhan, Sing Along Love Songs of mohit chauhan, Sing Along Dance Songs of mohit chauhan, Sing Along Hip-hop songs of mohit chauhan, Sing Along Best songs of mohit chauhan, Sing Along Super hit songs of mohit chauhan, Sing Along hit songs of mohit chauhan, Sing Along duet songs of mohit chauhan, Sing Along solo songs of mohit chauhan, Sing Along old songs of mohit chauhan, Sing Along famous songs of mohit chauhan